Lo Maan Liya (其他)歌词由Arijit Singh演唱,出自专辑《Arijit Singh Best of the Best》,下面是《Lo Maan Liya (其他)》完整版歌词!
Lo Maan Liya (其他)歌词完整版
Lo Maan Liya - Arijit Singh
Lo maan liya hamne hai pyaar nahin tumko
Tum yaad nahin hamko hum yaad nahin tumko
Bas ek dafaa mud ke dekho ai yaar zaraa hamko
Lo maan liya hamne hai pyaar nahin tumko
Tum yaad nahin hamko hum yaad nahin tumko
Lo maan liya dekha hee nahin tere kaandhe kaa vo til
Lo maan liya toota hee nahin tere haathon se mera dil
Chhaanv mein teri beetee hee nahin vo garmee kee baathen
Banhon mein teri guzari hee nahin vo sardi kee raatein
Lo maan liya hamne etbaar nahin tumko
Tum yaad nahin hamko hum yaad nahin tumko
Jaao le jaao neend meri uf naa karenge hum
Jo le jaaoge kaab mere to kaise jiyenge hum
Jeenaa hamko aathaa hee nahin teri saanson ke siva
Maranaa bhee ab naammumkin hai teri banhon ke siva
Lo maan liya hamne parvaah nahin tumko
Tum yaad nahin hamko hum yaad nahin tumko