BHOLENATH歌词由Veer Rawat演唱,出自专辑《BHOLENATH》,下面是《BHOLENATH》完整版歌词!
BHOLENATH歌词完整版
Rahu bhakti mein leen teri
Or tere gun hi gaata hu
Jab aau hosh mein main baba
Tere charno mein khudh ko paata hu
Hai tu zameen Aakash mera
Bas him par hi vaas tera
Aa raha hu baba darshan ko
Darshan dena mujhko baba
Or kisi se kya mein aas rakhu
Jab tujhse chalti saas meri
Bas tere se ant mera
Or tere se shuruwat meri
Mujhe darsh dikha de o bhole
Bas ye hi hai ardash meri
Ho tere se ant mera
Or tere se shuruwat meri
Mujhe darsh dikha de o bhole
Bas ye hi hai ardash meri
Kapti duniya ki fikar nahi
Meri dil mein tu hi behta hai
Pavitra jal Ganga maa ka
Teri jata se hi to behta hai
Mein tere nashe mein duba hu
Main bhaang dhatura peeta na
Tere naam se chalti saans meri
Main kisi ke sahare jeeta na
Main tere sahare jeeta hu
Ye bhakti hai teri khaas meri
Bas tere se ant mera
Or tere se shuruwat meri
Mujhe darsh dikha de o bhole
Bas ye hi hai ardash meri
Ho tere se ant mera
Or tere se shuruwat meri
Mujhe darsh dikha de o bhole
Bas ye hi hai ardash meri
Hain teeno tere wash mein
Teri marzi bin kuch hilta na
Tere jab se milta hai sukun jo
Mujhe kahi bhi milta na
Tu raakh gholke peeta hai
Tere charno mein duniya hai Tehri
Teri tizi aankh karde vinaas
Tera baaje damru bam lehri
Bas meet ki ek tamanna hai
Ho tere se mulaakaat meri
Bas tere se ant mera
Or tere se shuruwat meri
Mujhe darsh dikha de o bhole
Bas ye hi hai ardash meri
Ho tere se ant mera
Or tere se shuruwat meri
Mujhe darsh dikha de o bhole
Bas ye hi hai ardash meri