Dnd (Explicit)歌词由KALABHARI&Deepraj演唱,出自专辑《Dnd (Explicit)》,下面是《Dnd (Explicit)》完整版歌词!
Dnd (Explicit)歌词完整版
Khuda toh sabka magar tu khuda ka nahi
Uske naam pe galat kaam kahe munafa nahi,
Zyada nahi me jalu khudse zyada nahi
Rishte bache na ab jinke tode dhaage kayi,
Karu phone off ya phir daalu DND
I need that paisa in the bag just to read easy
Yeh bandar adrak khake naache pura clear nahi
Dikhe dhundhla sa kabhi mera future bhi
Lakh prophecies likhe pade dhool khare
Mashroof kaamon me sangeet hai toh doob jare
Ateet me naseeb na thi cheeze yeh sab
Jo hu jaisa hu likhta na me cheesy lekhak
Teri rah dekhte taras gaye, lage dus janam
Unglion ke beech yaha bus kalam
Ek hai cigarette dard pe de malham
Tere karmo se hi karma mene bech khayi sharam
Ignorance is bliss I got better sense of taste,
Frequency pass karu it comes with resonance
Future dikhta nahi let's talk in present tense
Rote mere naam pe talk shit and I resent that
Nashe aur pyar me, jaake ab farak samjha
Jismani pyar aur nashe me farak kab tha
Sapno ke khwab me chhoot na jaye koyi banda
Tere muh poora sach voh me banda
Tu karle chhal kapat wakif tere nason se
Mukhatib tha me tujhse magar dikhi pados me
Kharoch padi dil pe moch hi na aaye
Dhadakte pathar ko dil yeh bataye
Tujhe raatein padi kam ke tu din sataye
Mujhe can karne plans bhar din rehta high,
Baby I'm average tu hai insecure
She ain't average pasand nahi karna bong, aye
Mein bhagra aage bas iss zindagi se likhte likhte
besharam se gum mein haste
Gum ye dost sa iss safar mein
Safar ye rukta na
Gum khushi hum chalte rehte
Hai bharosa uss khuda pe
Zinda woh ha aayne mein
Mein dekhu asmaa aur aakhien meri bhar ke aaye
Zinda bas ek lash mein woh dil mera kitaab mein
Woh dil uss shaam pe aur samah sharaab mein
Akhien meri dhundli aur mein jee raha bas khwaab mein
Par ye khwaab haqiqat ka bhi hissa
Meri mehnat ka bhi hissa
Liptasa andhere mein mere asuon ka kissa
Pura sach joh in kagazon pe likhta aakhon ke aage jo dikhta
Mukhaute se na chere mein ha pehele se hi aisa
Pehle streets pehle se chaalu beef
Pehle bhi dekha bhot abhi bhi chalu hi
Dillagi ki na kejiye ha dillagi
Masumiyat pe inki jayena bilkulbhi
Chere kaale aur ye aakhien bas haseen
Jaise inki asliyat hi in gudon se rooothi hui
Tu meri aakhon mein dekh aur khudse baat toh kr
Khudase sach toh keh kyu hai rah tu khudko dhak
Ye kale paise aur ye kali zindagi
Yaha sharaab ye kalam haivan aur bache hum
Na likhu afsane na bas likhna chahta sach yaha
Na firse jud paya joh dil ye sakt hogaya
Na shikayte bas halka karta gum yaha
Uss khuda ko pyaar doon jisne hisse ka ye gum diya
Sikhayi zindagi sahrae ko kalam diya
Bahaye aasun aur khoon ha usne shrm diya
Na dekh oaya usko ab tak jo janam liya
Ha firbhi shukr mein guzaar聽ye聽kalm聽mila!!