Meri Maa Mere Liye Sab Kuch歌词由Krishna Pandit&Yash Sen演唱,出自专辑《Meri Maa Mere Liye Sab Kuch》,下面是《Meri Maa Mere Liye Sab Kuch》完整版歌词!
Meri Maa Mere Liye Sab Kuch歌词完整版
Gamre me aapne bethe me rehta...
Gharwalo ko lagta boj hai beta...
Tere bare me likhuu mujse likha nahi jata...
Ek bar rokti toh mujhko fir me chod kar nahi jata...
Chodkar jana toh phele bata detii...
Jab bhii me puchuu fir kuu sehm sii jatii...
Meri maa mere liye sab kuchh...
Unkii nazaro me beta unka nalayak karta na kuchh...
Woh puchtii h ky huaa betaa..
Fir me kuu bata bhii nii pataa...
Maa meri thoda sabar kar tujhe kuch karke dikhunga....
Sathh aapne fir me tujhko purii duniyaa ghumaunga...
Tuu abhi aasman me star dekhti haii...
Yhii beta tera ek din superstar banegaa..
Maa meri mere liye sab kuchh.. Tujhe kabhi nicha na dikhungaa..
Khadii rehna mere sath tujhe purii duniya dikhungaa.
Tuu puchti hai kamre me beth kar tuu karta h ky...
Tuu thodi samjh meri maa meri duniyaa se nahii bantii naa...
Tera ashirwaad mere saath aab koii rok ke batyee...
Jaanta abhi mujhe rok rahi h
Me ek din itna uper uthunga...
Ek din futunga esaa jese nuclear bomb fir tum bache ke dikhana...
Meri maa mere liye sab kuchhh...
Tujhe lagata tera beta nalayak
Wohh krtaa naa kuchhh...
Tera beta rehta hai aab on top
Kal tak log jo nicha dikha rh ..
Bichare aab woh log kuchh bol bhii nhii paa rh...
Tuuu logo kii sun na nii maa...
Wohh bolte h kuchh bhii...
Tuu rakhh aapne bete par yaakinn.. .
Wohh tujhko proud krega ek din... .
Tere bete ko log rokna toh chate...
Pr tera beta ruktaa hii nahii..
Tere bete ko kharidna toh chatii...
Pr tera beta bikataa hii nhii..
Sab ban naa chate celebrity ...
But
Maaa kii nazaro me humesa hero thaa...
Chubta tha logo ko jese koii kata hu...
Aab wapas aate mere pass... Million Me jo khelta hu...
Pheli bar khada hua tab pakdi maa kii chotii unglii thii...
Aab aap ne pairo pr khada hua..
Aab aatii maa kii yaad but gaano se milta shame nahii...
Baand kiyaa kamra aab akele bethaa huu...
Aankho se aate aansuu kuuu kii real rehta huu...
Real rehna mujhe merii maaa ne sikhyaa hai...
Jhutt naa boluu jesee koiii coaching diyaa hai...
Jhutt bol kar me maa ke samne nahii aata ..
Jese sir ne djyaa homework fir me school nahii jata...
Khush rehna aab me sikh chukaa huu...
Nafrat nahii aatii pass lakshman rekha khich chukaa huu....
Pen lene jauu pass pain aana chtaa hai...
Books kholii mene ghar wale ko lgtaa me padhne bethaa huu...
Unko koii toh batao me gaana likhna chtaa huu...