Yahan Ke Hum Sikandar歌词由Jatin-Lalit演唱,出自专辑《Jatin-Lalit》,下面是《Yahan Ke Hum Sikandar》完整版歌词!
Yahan Ke Hum Sikandar歌词完整版
Yahan Ke Hum Sikandar - Jatin-Lalit
Woh sikandar hi dosto kehlaata hai
Haari baaji ko jitana jise aata hai
Niklenge maidaan mein jis din hum jhumake
Dharati dolegi yeh kadam chumake
Niklenge maidaan mein jis din hum jhumake
Dharati dolegi yeh kadam chumake
Woh sikandar hi dosto kehlaata hai
Jo sab karate hain yaaro woh kyon hum tum kare
Yuun hi kasrat karate karate kaahe ko hum mare
Gharwaalo se teacher se bhala hum kyon dare
Yahaan ke hum sikandar
Chaahe to rakh le sabako apani jeb ke andar
Are hamase bachake rehna mere yaar
Nahi samjhe hai woh hame to kya jaata hai
Haari baaji ko jitana hame aata hai
Yeh galiya apani yeh raste apane
Kaun aayega apane aage
Raaho mein hamase takraayega jo
Hat jaayega woh ghabraake
Yahaan ke hum sikandar
Chaahe to rakh le sabako apani jeb ke andar
Are hamase panga mat lena mere yaar
Nahi samjhe hai woh hame to kya jaata hai
Haari baaji ko jitana hame aata hai
Yeh bholi bhaali matwaali pariya
Jo hain abb daulat pe kurbaan
Jab kiemat dil ki yeh samjhengi toh
Hum pe chhidkengi apani jaan
Yahaan ke hum sikandar
Chaahe to rakh le sabako apani jeb ke andar
Are hambhi hai shehjaade gulfaam
Nahi samjhe hai woh hame to kya jaata hai
Haari baaji ko jitana hame aata hai
Niklenge maidaan mein jis din hum jhumake
Dharati dolegi yeh kadam chumake
Niklenge maidaan mein jis din hum jhumake
Dharati dolegi yeh kadam chumake
Nahi samjhe hai woh hame toh kya jaata ha