Khoobsurat歌词由Dark side 369&Mc Reaper演唱,出自专辑《Khoobsurat》,下面是《Khoobsurat》完整版歌词!
Khoobsurat歌词完整版
Haule se jo Dil per de di dastak ke
Kaun hai Aashiq adaon se jo tere Bach gaye
Tere baare ab kya kahe Shayad shayaron ke pass shayari kam pade ( ham hain na )
Haule se jo Dil per de di dastak ke
Kaun hai Aashiq adaon se jo tere Bach gaye
Tere baare ab kya kahe Shayad shayaron ke pass shayari kam pade ( ham hain na )
Chal tujhe dur le chalun is Jahan se
Filmy baatein filmywade tu bhi khas hai main bhi khaas hoon ( Shayad )
Shayad shayaron ke paas shayari kam pade lekin humne itna dam ki shayaron se lad pade tu ho samne to Aankhen kaise band Karen tu ho samne to bolane se kyon dare
Tu Ho pass mein toh soa afsane Kyun bane
Tu ho saath mein toh log saale Kyun Jale
Ham bhi Shayar Jo man mein aaye vahi kahe shreshth mere shirshak aur shreshth per hi ham rahe hawaon ke jhuko ko kehdo tumko thoda kam chhuye Surya ke kiranon ko bolo Tum per thoda kam gira itni khubsurati tumse thoda kam Jale itne shringar ras tere bare mein aur kya kahe
Haule se jo Dil per de di dastak ke
Kaun hai Aashiq adaon se jo tere Bach gaye
Tere baare ab kya kahe Shayad shayaron ke pass shayari kam pade ( ham hain na )
Haule se jo Dil per de di dastak ke
Kaun hai Aashiq adaon se jo tere Bach gaye
Tere baare ab kya kahe Shayad shayaron ke pass shayari kam pade ( ham hain na )
Jheel k beech me beth k
Dooba hi jaara m teri in ankhon me
Likhna h tere hi baare me
Houd ye lagi padi kalakaaron me
Jabse hai dekha yaar tujhko
Chamak ab feeki si lagti sitaaron me
Nigaahon me basa jo chehra
Samet k rakh lu m apni in baahon me
Saja du mai sheher ko tere
Teri taareefon k foololon k haar se
Rang du mai poora ye arsh
Tere gaalon k rang-e-bahaar se
Chadh k pahaad ki choti pe
Dil ye apna haathon me nikaal k
Chillau fir vaha pe jaa k
Mohabbat hum karte hai aapse
Aur sirf aapse