Faasla歌词由KNAV演唱,出自专辑《Faasla》,下面是《Faasla》完整版歌词!
Faasla歌词完整版
"Tu na jaane meri jaane jaana
Tere waaste me seekhra tha gaane gaana
In the bed, she’s a chef outta Benihana
Jab Tak khud nahi chakha tha sahi me, Me nahi mana
Shuruwaat hui hazaar meel door se
Na call karna bhoolte me peheli baari bhoola sa tha marijuana
Jaha pe pyaar mashhoor hai, wahana koi usool, bus fitoor hai, me mirza, tu meri rihana
Tu Jaise hai gulab Khushboo kheechti hai
Sab hai ghar me apne bus yaha neend nahi
Tu Jaise hai gulab Khushboo kheechti hai
Sab hai ghar me apne bus yaha neend nahi hai
Sapno pe bhi kaabu tera, lazmi sa
Pure din jo sochuun raat me repeat Pé hai
Aansuon se Badal piroya Na kar
Apna Ishq thoda ghayal hai, Woh soya na kal
Muskuraate chehere apne jab bhi milte log baag
Roz aag lagti Dil Pé, Dil hai keheta charche na kar
Dono pareshaan, Majbooriyaan kayi
Faasla le jaan, par woh Khooni toh nahi
Bhooli toh nahi woh waade bin kasam liye jo
Jitni takat mere pyar me woh iss Doorie me nahi
Jab kasoor maane na koi bhi
Hum na modde muuh par na pe na rahi thi
Tab madhur lagi thi thodi Khamoshi bhi
Dil Tha Manzoor, kaamchor si zabaan hui
Tu muskuraati mere baare soch ke yuun
Jaise me koi kahani jiski raaz thi tu
Nazare thi kayi, tere mohalle me bhi tujhpe
Chakari Dil ki kardi, karti maaf nahi tu
Pyaar me adhurapan Safal nahi hota
Jo yaad na dilaye, Woh zakham nahi hota
Dil waalo ke dil ka haal sard hi hoga
Chahe Jitna pyaar le Iss dil se kam nahi hoga
dooriyaan saza hai, Intezaar me Nasha hai
Sabar bhare dil jaane kab bharengi baahe
inn aanho se poochlo bechaini ki wajaye
lengi naam Tera seedha bin soche do dafa ye
Tu na jaane meri jaane jaana
Tere waaste me seekhra tha gaane gaana
In the bed, she’s a chef, outta Benihana
Jab Tak khud nahi chakha tha sahi me, Me ni mana
Shuruwaat hui hazaar meel door se
Na call karna bhoolte me peheli baari bhoola sa tha marijuana
Jaha pe pyaar mashhoor hai, wahana koi usool, bus fitoor hai, me mirza, tu meri rihana
All eyes on us par ye nazare humko jaanti nahi
Chaho ya na, asmaan pe jachti Chandi
Bajraha pasoori, shikayatein, manzoori
Baat Suni puri par ye taare apne maante nahi
Hum jhamoore yaha madaari ke maze hai
Sir uthake muskuraake hum sahe hai
Faasla ye karta na asar mujhe na shabdo ko
Ye shayari madhosh tere pyaar ke nashe me
Inti khoob Surat, har adaah girati sauce, aye
Mujhe sambhaalo haavi ho Gaye hai faasle
Samay ke raasto ne apne rakhe raaz hai
Nazar lagi hai jaana hum ko apni video calls pe
Tere baare khwaab, Tere baal, teri smile
Tu hi hai jawaab, tu sawaal tu hi prize
Teri Har Ek baat me sharab ki waja hai
Jaana
Teri hi toh yaad me hai adatien tabahi
Haan de ni paate hai waqt har samay hum
Chahe ki baatle, par badta hi hai gum
Samay ko naapte hai, tez kabhi dheeme
Kabhi Dream hai kabhi lagta jaise ulta dodre hum
Me na ganesha, na hamesha reheta A1
Mehenga lifestyle, zameen pe chahiye heaven
Mera kaam, garam khoon, naya daav, Mera mood
I got 99 problems but my shawty ain’t one
————————————————
Tu na jaane meri jaane jaana
Tere waaste me seekha tha gaane gaana
In the bed, she’s a chef, outta Benihana
Jab Tak khud nahi chakha tha sahi me, Me ni mana
Shuruwaat hui hazaar meel door se
Na call karna bhoolte me peheli baari bhoola sa tha marijuana
Jaha pe pyaar mashhoor hai, wahana koi usool, bus fitoor hai, me mirza, tu meri rihana"