Shanti歌词由CATCHY&Rang Gulaabi演唱,出自专辑《Shanti》,下面是《Shanti》完整版歌词!
Shanti歌词完整版
Paa lu jo main chahu
Bas bhook sahi chahiye
Main mehnat karu theek
Toh bhook lage sahi
Jisse khaa ke ruk jaun
聽aisa fal nahi hai koi
Mujhe rok de jo ab
Aisa darr nahi hai koi
Aisa bal nahi hai koi
Jo main laga na saku
Aisa ghum nahi hai koi
Jo main ghata na saku
Hai maa pyo ki seekh theek
Toh chal nahi hai koi
Rahe khud mein moh mera
jaise ghar nahi koi
Tohfe mein kapdha toh kaala rang chahiye
Tasveer bane meri toh kaala dil chahiye
Maa ke dil par sirf ek kaala til chahiye
Aur pyo ke hath mein sirf ek mehnga bill chahiye
Badal diye maine, mere jo bhi the rawaiye
Mere shawk bhi toh kayi hain
Fir note bhi toh chahiye
Fir kaam itne saare samay bhi toh nahi hai
Aur maut kab aajaye pata bhi toh nahi hai
Log jaane kaam bas ek aur kaam
Mera log jaane naam
Bas ek aur saal
Har kala maange samay nahi kaafi vardaan
Kiya 200 bar karu aur ek bar
Kaise maanega bache?
Kab tak karega?
Main sab de dunga apna
Sab se matlab sab
Main hi hu zimedar teesra koi nai
Main hi karu bhugtaan teesra koi nai
Bhool gaya dard
Lagu theek thaak nai
Jawab Du kam
karu theek baat nai
Main chain de du kaam ko
Koi hisaab nai
Main bandhan mein na bandhu
Mera koi rukaw nai
Ye jahaan hai badha aur main betaab bhi
Toh main ghoomu pataal bhi
Sirf aasmaan nai