OFFMIND (Explicit)歌词由2vimaan演唱,出自专辑《2vimaan (Explicit)》,下面是《OFFMIND (Explicit)》完整版歌词!
OFFMIND (Explicit)歌词完整版
bachalo koi is duniya se
mera beeta kal hasta hai
haal pe mere dekhke aaj
kal pe umeed na rakta hai
mai chalta rehta andhere me
ye kaali surang pe parda hai
na dikhti hai roshni
na dikhti hai dosti
meri hi kismat
kyu muje hai kosti
jism-e-hataash,
roti hai ruh
dil-e-kharaash
dawa na lu
dil-e-nadaan
afsarda mai hu
na dikhti jab aas
tab kya karu?
tuta mai hu
andar se kyu
nirashi se bhara samandar mein hu
duba mai jara mai jau kaha ye
darya ab mujse mukarta hai kyu
dikhata nahi mai kisko dukh
akele me mai rehta khush
mai odu chadar sakti ka
mai leta hu koi tasvir na
mai krta gussa taqdir ka
intizaar kru taazir ka
krta hifazat tauqir ka
makano ka mai shauqeen na
gaana jab gata, kya dikhta hai dard?
jaante jab muje toh lagta kya dar?
ma bhi bolte, ab toh sidhar
lagi hai tuje, kisi nazar?
dil hai ye toota, na kispe yakeen
bura hai sapna aur gehri ye neend
makaan hai tera aur meri zameen
rehke bhi door tu hai sabse kareeb
tuje dawlat pasand mai sabse gareeb
meri badhi shakal aur tu sabse haseen
ha, manta mai aaj
apne hi aap se hu mai naraaz
likhu ab saare mai dilke ye
raaz
sangeeton ka laya mai hu ab bazaar
kaafi kyu suna, na raha koi saath
sun sakta koi kya meri awaz
badla hai tu, ban pehle jaise
maaf kru muje mai kehta rehta
kitaabo mein bhi dhyan kyu nai deta
duniya ke mai taane sehta rehta
najane kyu mai behka rehta
doobne se bachalo koyi,
ruh meri thi marte royi
is darya mein wo terna payi
apne aap se darke gaayi
ha, manta mai aaj
apne hi aap se hu mai naraaz
sangeeton ka hu mai bazaar
sun sakta kya koi meri awaz
neend bhi na puri na khoolti hai aakh
har ek kadam pe foolti saas
mere in lafzo pe chupe hai raaz
gaano ke zariye hu karta bayaan
zara bhi khudka na rakhta khayal
zara bhi zehen me mujko na yaad
khush tha mai kab.. akhri baar
ho gayi der ab, jaata hu sone
aata jo sapne me farishta wo kon hai
kon hu mai kaha na kiska bhi hosh hai
waqt ke bhi toh sath mitte firaun hai
rehta hu mai sabse door aur band mera phone hai
tu toh mera hua na kabhi fir darta kyu khone
ha, manta mai aaj
apne hi aap se hu mai naraaz
sangeeton ka hu mai bazaar
sun sakta kya koi meri awaz
samna khada kal
kaafi hai mujse khafa
jis kabir ko jaante um
aaj kone me pada hai
ati samaj na ye duniya hai
chalta mai rahu par badti ye durya hai
dushman hai ayna ganda kyu hulya hai
kaato ka bistar aur pathar ka takya hai
neendo mein barish ye kaisi azmaish
chehre mukhote ye kaisi numaish
ye doori zurari aur ek hi sifarish
na chodo tum sath bas tu hi guzarish
tu chand si sundar mai door hu khada
doori ye kyu aur ye kaisi saza
zarurat jab teri tu tha tab kaha
ye zameen thi meri aur tera makaan
mai bhatka musafir sa chalta raha
kara maine baat teri
tere liye jaan dedi
tune mujse pyar kari
kasam to fir kha meri
tune muje aas dedi
tune meri jaan leli
tujme basi saas meri
jaan meri kurbaan kari