Khoobsurat歌词由ZEUS演唱,出自专辑《Khoobsurat》,下面是《Khoobsurat》完整版歌词!
Khoobsurat歌词完整版
Woh mujhe bharose pe chorr gyi
Aur mai is umeed me doob gya ki woh mujhe bacha lega
Zara gaur kar !
Tumhe pata hoga zaroor ki tum dil me rehti ho
Hotn chup hi rehte aksar aakhon se tum kehti ho
Mehfooz dil hai mera kabse gum si rehti ho
Mujhme mera mujhsa banke mujhme tum si rehti
Ab jo likh du tere baare toh Fasaye ban gye
Milne ko hazar kayi Bahane ban gye
Hoga kuch toh aisa jaadu ki mai tuta hi nahi kyu
Bewayi ke upar bhi hum Deewane ban gye
Teri hasi hi toh hai jiske upar dil yeh gumshuda hai
Ab na itni mujhme himmate ki dil kahin lagaye
Tu toh mil gya tha mujhko laakh koshisho ke baad
Tha jo na Mila woh khushnuma ki bss teri Wafa hai
Ab tere raaston pe aakhain band mai Chal Raha hu
Khushi ko khoke ab Gamo ki baatein kar rha hu
de Diya zeher Jo tune shukriya hai tera
Hai shikayate yahi ki kyu mai Dheere dheere mar raha hu
Aa mujhme jhaak mere dil me le tu daakhila
Safar khatam chlega fir hmara Kafila
Tujhko paane ko yeh duniya jeene nikla
Jab mai lauta tha khushi se mujhme Tu hi mujhko na mila
Juda hue wajah pata nahi Batake bhi
Mila na tu mujhe toh fayda Kya gaa ke bhi
Kyu tere baad fir yeh dil kahin lgaya nahi kyu
Dil na lagta ab kabhi yeh Dil kahi lgake bhi
Khuda ke aage tujhko pujta tha mai
Adalate mohhbat hai gawah Khuda rhega
Khuda kasam hai ki jab niklega janaza mera
Khuda ke pass bhi tab Tu mujhse juda rhega
Mujhe pata hai ki tu sun Rahi hai yeh
Waise bhi sunne ko bacha nahi hai kuch
Marne ko koshishe karlu toh mujhko kaayar kehna
Waise bhi jeene ki Wajah nahi hai kuch
Maafi karna Jo mai ho jau Jo laapata
Pata mera mujhe pata nahi hai khud
Kal shayad gaane gaana chor dunga mai
Waise bhi likhne Bacha nahi hai dukh
Tu kaha me mujhko yeh bata
Tu de rahi kyu mujhko saza
Kabar me ho amar meri kala
Zamana tere pass Tu fana
Tu hai kaha na mujhko yeh khabar
Mai humsafar tu meri hai Raza
Na mila tu na tere nishan
Tarbadar mai dhunta Raha
Bacha le bacha le na tu
Bacha le wajah de na tu