Dastaan歌词由Chetan Fefar&Rajkumar Sengupta演唱,出自专辑《Dastaan》,下面是《Dastaan》完整版歌词!
Dastaan歌词完整版
dhundhta tujhe har jagah
bawaraa man mera
puchhta o hamnava
kyon malang main tera
kaise main kahu tujhe
ishq ki wajah …
sun le o saathiya
pyaar ki dastaan
kehne de mujhe zara
dil ki ye dastaan
Tujhme hi dikhe mujhko mera khuda , rehnooma ,
Tujhse hi judi meri har ek sadaa , mahiyaan
Kaise karun ahesaas ye , Labzon se bayaan
Nawazishen ishq ki kari , to paya rehnooma !
Teri maujudagi mera saya bana
Ranjhanaaa
Tari awaragi me diwaana hua
Saathiyaaan ,
karta rahun baten teri , mere dil se bayan
Khoyi rahain raten meri , teri yadon main sada !