Khaali Dimag歌词由D-aag演唱,出自专辑《Khaali Dimag》,下面是《Khaali Dimag》完整版歌词!
Khaali Dimag歌词完整版
Khaali Dimaag mera jaise ghar shaitaan ka
Narmi na baato mei jaise hun dushman jaanka
Kaam se kaam rakh na ungli kar tu khamaka
Kardu mamla garam khatam nishan naam ka
Mukaam ka anjam kya hajam na haram ka
hoga wohi jobhi likha vidhi ke vidhan ka
Jalne vale bohat par sath mei khada kaun tha
Aur sathme khada jo bhi usne sath diya kaunsa
Zindagi ret fisalta jaise hathse mauka
Insaan toh gaddar yaha kismat bhi deti dhoka
Haan roka mujhe sabne kaha tujhse nai hoga
par mein suna kuch nai kyuki tha mein bhuka kaamyabi ka
Bolu mein sach kyunki jhut ki azadi yahan
Baki yaar sath har pal maa ki aankh rehti mujhpe jaativaad masle halna gyaan tere bhitar chaar deewaar
Aeee yooo
Zuban dhaar meri chale jaise koi churi
Swabhiman na khoya kabhi chahe jobhi ho majburi
Darna kisika mujhko pyar maa baap se aur baki zalim duniya na mere kisi kaamke
Yahan log andhe kayi dekho apni khuli aankh se
Manme aate mere kai dekho ulte khayalat hai
Kabristaan mei baitha jaisa kala jadugar
Andheri raatme udtaa jaise koi chamkadad
Aur bura saya piche mere bhagta mein tadtadi
Neendme bhi har ghadi jeet meri pakki aur
Baatein meri khari sabhi bolta mein spasht
Nast kar dunga tujhko ho sake toh mujhse bach
Sach na baatein saari karta kalpana mein panktiyaan
Jaise koi kavi haan karta mein galtiyan mujhme Kayi kami
Samay se pahele seekha kamana hai money
Tabhi na pata mujhko koi rok puch mat hote shauk
Dushman dekh kar krodh khudgarz ladka bohat