dhairya / anjaam歌词由Raaghav演唱,出自专辑《dhairya / anjaam (raaghav)》,下面是《dhairya / anjaam》完整版歌词!
dhairya / anjaam歌词完整版
firse wahi baat
man mei hazaar khyaal jo
krte hai yaad
kitno ko fir sambhalu
kehde tu yaar
kehke par chup kaha ye
rehle tu saath
kabtak mai kehta rahu
duniya se door
chalte hai aankh band kar
aasmaan dhoondh
dikhe na shor ka jaal
firse kyu ghum
baaton mei aankhe ye meri
taanke jab tu
shayad se galti hai meri
haatho mei haath,
kandho mei pyaara sa ek sar ka tek
bikharta sapna jo saath mei milke samet
Ghar sa lagta jo aankho mei tu mujhko dekh
par kaha tak ho ye saath darta na to sapna dekhne se
khat to theek par kya Dil bhi jaata bhejne se
fir wo wapas kaise aata agar bhej dete
kya mai dhoondh paaunga firse raat ka sukooon bheege aankho se aur...
jitna hi door karibi se utna hi paas hum uss karibi ke
har roz jo kehte khudko sach mei to jhooth hai khudi se
milke khud se aap ho khush na ya ho khush tariti se
yaad jo banke baithi dil mei par wo yaad to kabki ghum gayi hai
ek muskaan, ek wo palako ka hai fer
ek insaan, ek hi baar, na hone dena der
ek hi zindagi mei ek ye hai khwaish, khaer.
shayad agli baar hoga behtar, aur na hoga baer.
rakhna dhairya
agli baar hoga
shayd
rakhna dhairya
agli baar
agli baar is what you never get
humesha dhoondh sach , khudse khush reh
milke andhera kya fayda uss roshni ka
jeete jee jab tu mare
ihate to break it par sach ye hai,
you never get what you sow, you stay alone, bake the dough
Kaash ye baat samjhta tu Kaash ye baat bata paata mai, just break the vow
this song is that black n white pov
objective to what you think of
saamne se aati mujhe gaadi dikh rahi aur rookunga nahi mai khada hoo bas bin khauf
in short thanks for the situations after
sikhaya insaan ko wo kaise dahaadta
I mean mai kaise seekhta ki I can paint a picture wo bhi ghhusse mei
tujh jaise tuch se mei auto correct touche, Mir taqi Mir
दिल लगा हो तो जी जहाँ से उठा
मौत का नाम प्यार का है इश्क़
mai to dhoondh ke bhi na dhoondh paya
manmade opportunity missed
Hell's gate got to be switched
Iss daraar ko na bharu
par insaan wo na maru
jo takraar se mai bana hoo, bas pyaar sabko, raat ke kavi ka ye adab sabko.
namaskar
now let's talk about the blackness,
wo kaalapan, wo kaalik niche aag ke
wo kaalik niche aankh ke, that's real life.
roz ye kala jo kaala tujhe karti hai khara tujhe karti kalepan se wardi chamakti hai bhai
andhere ka paigaam hai ye
andhere ka anjaam hai ye
agli baar kabhi na aayega
andhera hi anjaam hai ye.