Criminal歌词由D Abdul演唱,出自专辑《Criminal》,下面是《Criminal》完整版歌词!
Criminal歌词完整版
Sach bolna hai crime toh mai criminal sahi
Kya desh ke yeh politics me criminal nahi
Jo desh ko ladate asal criminal wahi
Toh kyu begunah ko de saza aur criminal kahin
Sabko karta salam shuru kare naujawan
Pareshan yeh awam hoti neende haram
Kare naam se pehchan par hum jaan bhi kurban
Hindustan meri jaan yaha Hindu musalman
Sab ek hai news wale baat ke rakkhe
Neta bole stage pe baat ke pakke
Education department se doctor se chawki me ghoos khane wale hume kaat ke rakkhe
Bhaad me jaye desh jeb khali bharna
Jo dil kare mera mujhe wahi khali karna
Aise vichar leke aage inhe badhna
Hai marna tujhe bhi tere saath hoga karma
Tu darna mujhe kisi ka hai dar na
Mai jarna behti haqiaat jaise jarna
Yeh garma garmi se ladte 2 2 dharma
Toh mat na saare saath hoke chalna
Sach bolna hai crime toh mai criminal sahi
Kya desh ke yeh politics me criminal nahi
Jo desh ko ladate asal criminal wahi
Toh kyu begunah ko de saza aur criminal kahin
Here are some mantri in my country which is india
Tryna be good but they鈥檙e hungry for the rupiya
Luxury life and they think they鈥檙e only mukhya
And their supporters are the greatest of the chutya
Fighting for religion par dhyan nahi rape pe
Hum sach bole toh tohmat yeh khilaf khade desh ke
Voice of the street hum awaz bane desh ke
Crime in the front of their eye par na dekhte
Lapat te hai sabko lete ghus khali khota
Jana khali haath tujhko thus thali beta
Garibo ka paisa abb you choose your neta
Fodu waade karke tu toh khub vote leta
Chal aye jhute you are lier
Khudse media karte hire
Mai wo bhadka sa hu shayar
Jo abb hota sidha fire
Ghayal karta bolu sach
Sacchi baato se na bach
Bacchi freedom mujhko haq
Haq ki baate karti gach
Hota garv mujhko unpe jo na faste inke jaal me
Acche din na dikhe mujhko guzre itne saal me