Zulm歌词由D Abdul演唱,出自专辑《Zulm》,下面是《Zulm》完整版歌词!
Zulm歌词完整版
Zulm hota desh me yeh jaati waad saalo se
Zulm hota desh me garib ko hi margay
Zulm hota desh me yeh media ko palogay
Zulm hota desh me toh sach ko fir daba dogay
Zulm hota desh me yeh jaati waad saalo se
Zulm hota desh me garib ko hi marogay
Zulm hota desh me yeh media ko palogay
Zulm hota desh me toh sach ko fir daba dogay
Kha logay jo aake humko krdogay zaba
Mere desh ko yeh baate saare kaate yeh saza
Jaise bakre hum bali ke nali fate par salli ke niche gala ho gully me dekhe sab par tu chilla
Tarike alag tarah ke mere
Khali vote ke liye nishane pe lere
Inki party me hai criminal ke chehre
Na dikhta Balatkar yeh saare andhe behre
Hum jo kehre zakhm gehre aise hum na thaire bhai
Maange nagrikta saboot hum na aire gaire bhai
Hum jo sehre khoon se maile rakhte humpe pehre bhai
Firay kaatil bahar andar protest wale pehle bhai
Mere bhai meri baat ko samaj
Tera vote galat palat ke wo tera hi darad
Yeh kare hindu muslim vote ke liye
Alag soch meri sanak q yeh khode abhi sadak
Zulm hota desh me yeh jaati waad saalo se
Zulm hota desh me garib ko hi marogay
Zulm hota desh me yeh media ko palogay
Zulm hota desh me toh sach ko fir daba dogay
Zulm hota desh me yeh jaati waad saalo se
Zulm hota desh me garib ko hi marogay
Zulm hota desh me yeh media ko palogay
Zulm hota desh me toh sach ko fir daba dogay
Ek se hai ek saza desh ko diye
Bewajah hi begunah ki jaan le liye
Saare fundamental rights ka samman le liye
Kitne desh pe qurban krke jaan de diye
Hindustan musalman hu iman ko na azmana
Saath mere uppar wala bolu haq se aa zamana
Dar ke hum na ladte dharm jaati inka hai fasana
Phone na chala sake wo kya jaanega desh chalana
Mai aata mic pe toh bhai pura sanka
Jo dikha likha beat pe fir karta mere mann ka
Yeh boli jo choli jhoot ki utare kare nanga
Yeh janta ko ishare pe ghumare jaise fanka
Mai banda rab ka mai saccha
Jhoota jo bhi suna mujhe utar gaya kaccha
Aaya election bheek lene aaye
Khaye janta ke paise baaki haal nahi accha