RANGMANCH歌词由Avirat Sangeet&Man-E&JORDAN演唱,出自专辑《RANGMANCH》,下面是《RANGMANCH》完整版歌词!
RANGMANCH歌词完整版
Ha Muashre ka Jalta Chirag Mein
Khudko Mein Rakh Kar Parosta Umeedon k Ujale
Iss Kala Vyapar k Bazar Mein Kalakar Kala se Rozgaar Talashein
Karzdar Mein Zindigi Ka
Na Ab Dekhe jate Maa ki Nam Nigahen
Par Hum Rangmanch Ki Katputliya
Manoranjan ki Door se bande kalaiyan
Prashansa,shohrat aur Tarif K Bhooke
Par Hakikat Mein Taaliyan Na Paronse Niwalon ki Thaliyan
Bepana kyu Imthean Le falsafa
Bewajha kyu Bakhuda Tu De Saza
Intekal hi Baddua se de Reah
Par Iltija ki Har Dua mein Hai Shifa
Sha e Sahamdar Mein Beheta Niranta
Ye Kashti Mukkadar ki Seheti Bawandar
Patwar k Bina Kiase Nasib Hai Kinara
Ye Beheti Hawayein Maula dede Sahara
Badmesaj Mein Har Misaj Mein Karu Wash Mein
Dam Pishaj Mein Karu Vinash Mein Khalu Kasme
Kashmakash k Asmanjas Mein Behete Ashq mein
Farsh se Arsh tak Aarkhri Maksat Aakhe Laksh Pe
Dard e Kalm se Mein likhta karam
Zakham e Jigar pe Sangeet hai Markham
Hafiz o Aman Mein Guzra ye Jeavan
Parwardigar Mere Kala Sangeet Hai Dharam
Meine Meine Room Room tak Chal kapat Dekhe Dekhe
Andhakar Mein Doobein Khushion k Sawere
Atmawishwas k Wishwas Pe Lafz Ye Azad
Vartaman k Vanwas ka Mein likhdu Itihas
I was walking in my nightmare
Bleeded tears but no one cares
Sacrifices till my last breath
Believe in myself
Beg peace in prayers
Jaisa naam waisa kaam
Kacchi umar main hi dekhi hamne zindagi ki Dhalti shaam Gire kitne saal jhele kitne waar Bane khudki Dhaal khwahishon ki sarjami pe kalakaar kurbaan...
Main hi wo Tara jo khwaaboon main tuta tha faila wo Kajal jo maa ne piroya tha roya tha main bhi par aasu chupaaaya tha bhatakta musafir main kashti le Duba tha
Mehakta paseena maine Rakt bahaaya hai kalam ne kagaj se jo Rishta nibhaaya hai samay bataaye koun apna paraaya hai 3 saal thi umar maine Baap gawaya hai
Ab Maa hi mere pass main wo basti har saans main Ulfat-a-Raaz main samaj to naraz hai Kala to Aawaz hai dard ka ilaaj hai Gareeb ki namaz hai Avirat to aabaad hai na khel tu Aag se Hamne Jhele kaise Hadse Ham kide hai Raat k Jo raato ki jaagte ab khuda bhi saath de Ham bacche bimaar the ...sapne yeh paak the Meete na ghaav yeh
Zindagi ek katghara aur maut uspe
Laazmi main baate karta Dharm ki aur Dharm lagaaye Paabandi Ham shiksha dete Jeene ki tu Tode roti muft ki
AMAR rahenge shabd mere MRUTYU k baad Bhi
I was walking in my nightmare
Bleeded tears but no one cares
Sacrifices till my last breath
Believe in myself
Beg peace in prayers
Haqdar Virasat k Humare Sihasad ye Humare Sihasad Humare Sihasad
Likhawat Haqikat Pehechan Avirat
Pehechan Avirat Hai