Pyaar Ka Nasha歌词由Jogee演唱,出自专辑《Pyaar Ka Nasha》,下面是《Pyaar Ka Nasha》完整版歌词!
Pyaar Ka Nasha歌词完整版
Intro:-
Jaana meri mujhpe tere pyar ka nasha hai,
Sath tere jeene ka bhi, apna maja hai,
Pagal karti jaaye tere, husn ki Ada hai,
Kamre me band ham dono, aur aa raha maja hai.
Hook:-
Jaana meri mujhpe tere pyar ka nasha hai,
Sath tere jeene ka bhi, apna maja hai,
Pagal karti jaaye tere, husn ki Ada hai,
Kamre me band ham dono, aur aa raha maja hai.
......Aa raha maja hai,
......Aa raha maja hai,
......Aa raha maja hai,
Verse 1:-
Jaan le jaaye kyu ye meri, sexy jo Ada hai teri,
Mudke na tu dekhe mujhko, jane kya khata hai meri,
Kah to deti tu hai meri, paas to aja nakar deri,
Din bhar jo na dekhu tujhko, din ho kaali raat andheri,
Dil karta tujhko hi paau, meri ye razaa hai,
Ab tu aaja dil me mere, khali ye jagah hai,
Hook:-
Jaana meri mujhpe tere pyar ka nasha hai,
Sath tere jeene ka bhi, apna maja hai,
Pagal karti jaaye tere, husn ki Ada hai,
Kamre me band ham dono, aur aa raha maja hai.
......Aa raha maja hai,
......Aa raha maja hai,
.........JJ bros
Rap:- Pyar hua Jo tujhse huzur...na rah paunga tujhse m dur... Dhire dhire bhadhta rahega tere mere pyar ka surur... Band najro se dekhna mujheko samne tere khada paunga... Tere khane se pahle hi baby tere liye sabkuch kar jaunga... Teri meri jodi jaise Laila majnu,, tere liye patthar khaye Kai baar... Teri jaisi raani ke sath kahani ke panne banunga Kai hajar... Tu hi jaane jaana mere jeene ki vajha hai... Kamre me band hum dono.or aa raha maja h...
Hook:-
Jaana meri mujhpe tere pyar ka nasha hai,
Sath tere jeene ka bhi, apna maja hai,
Pagal karti jaaye tere, husn ki Ada hai,
Kamre me band ham dono, aur aa raha maja hai.
Verse 2:-
Kahan ko jaaye mujhse door, pariyo ki banke tu hoor,
Pagal karta jaaye mujhe, tere pyaar ka ye suroor,
Sar pe chadta jaye mere, pyar me ho na jau choor,
Saanso me bas jaye mere, tere pyar ka ye fioor,
Zind bitau tere sath, dil mera kahta hai,