Santulan歌词由Ruhaan79&D Materialz演唱,出自专辑《Birthmarks & Scars (Explicit)》,下面是《Santulan》完整版歌词!
Santulan歌词完整版
Kaidi
Yeah
Nikal ri zindgi hath se
Na koi rasta saamane
Reh gaya akela is raah pe
Betha mein sab kuch haar ke
Kya ab rakhu daav pe
khayal ese dimag mein
Jeene ki wajah ye mang re
Puche kya rok lu saansain
Jeene ka maqsad dhundu mein kab tak betha mein thak kar yaha
Hath se waqt ab nikla lagh bhag karu mein dathkar kya
Na dikhae koi matalb thaka mai ladhkar kamoshi lab par yaha
Nirash mein dab kar halato mein faskar chain de dastak kaha
Riste yaha badle jo bhi thae apne wo ab hai ajnabi
Kahu jo sach mein jeeta na rajh ke bas zindgi kat rahi
Kal ka soch ke halato ke bojh mein chute yaha kap-kapi
Par ese yun dar ke sach se bhag ke jiyunga kab tak hi
Andhre se niakl, Fir se uth ke ab
chal du kuch kadam, kahani jo hai ab
Du usko badal, banalu santulan
Fir se uth ke ab, banalu santulan
Andhre se niakl, Fir se uth ke ab
chal du kuch kadam, kahani jo hai ab
Du usko badal, banalu santulan
Fir se uth ke ab, banalu santulan
banalu santulan, banalu santulan
Fir se uth ke ab, banalu santulan
kahani jo thi kal, Du usko badal
Fir se uth ke ab, banalu santulan
Khatam yaha game ka halftime
Dikhey na jeet ka rasta hi
Maana haar par raas nahi
Abhi to baaki hai dastaan hi
Aage ki raah pe aankhen
Har badlav apnake
Sach ki aankon mein jaanke
Jeet aur haar se paar ye
Dhoor har shor se shanday chor ke kismat modne haah
Jab bhi giru hoon aya hu hamesha fir se lautke haah
Dekhe jo soche mushkile jo hai, hai ye to thofe haah
sahi se khole toh khudki kitni takate khoje haah
Jo bhi halat khud ke mein saath phir se ho jau khara
Khoyla jo hai hira wo bana angaro mein hai ye paala
Na kal ka hai dar choru mein sab jo sath mein mere na chala
Hai jeene ka man aur is jeevan mein rasta kafi hai phara
Andhre se niakl, Fir se uth ke ab
chal du kuch kadam, kahani jo hai ab
Du usko badal, banalu santulan
Fir se uth ke ab, banalu santulan
Andhre se niakl, Fir se uth ke ab
chal du kuch kadam, kahani jo hai ab
Du usko badal, banalu santulan
Fir se uth ke ab, banalu santulan
banalu santulan, banalu santulan
Fir se uth ke ab, banalu santulan
kahani jo thi kal, Du usko badal
Fir se uth ke ab, banalu santulan